
samundar khali hi to hai
tujhe har pal yaad karna
meri bekhyali hi to hai
tha jha kehna wha keh na
paya umar bhar
kagjo par yun shayari
likhna ki bejubani hi to hai
Enjoy Every Movement of life!


Bin Badal Barsaat Nahin Hoti
Suraj Doobe Bina Raat Nahin Hoti
Ab Kuch Aise Haalat Hain Hamare Ki
Aapko Dekhe Bagair Din Ki Shuruwat Nahin Hoti…❤️🧿