Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Tera kiya tujh par bhi aaega (Karma) || true lines || life hindi status
Ye waqt badaa taakatvar hai janaab
Ek din khudko dohraaega
Bhut jakhm diye hain tune mujhe
Tera kiya tujh par bhi aaega… 💯
ये वक़्त बड़ा ताकतवर हैं जनाब
एक दिन खुदको दोहराएगा
बहुत जख्म दिये हैं तूने मुझे
तेरा किया तुझपर भी आएगा।। 💯
Title: Tera kiya tujh par bhi aaega (Karma) || true lines || life hindi status
Mohobbat || Hindi shayari || two line shayari
Zid to motiyon ki hoti hai bikhar jane ki
Humne to dhage mein apne mohobbat piroya hai…❣️
ज़िद तो मोतियों की होती है बिखर जाने की
हमने तो धागे में अपने मोहब्बत पिरोया है…❣️
