Skip to content

Asi marde chale gaye || punjabi very sad shayari

Ohne jida jida keha, asi karde chale gaye
ohne jithe jithe keha, pair dharde chale gaye
asi saaha wali dor, ohde hathi de chhaddi
ohne jida jida chhadeyaa, asi marde chale gaye

ਉਹਨੇ ਜਿਦਾ ਜਿਦਾ ਕਿਹਾ, ਅਸੀਂ ਕਰਦੇ ਚਲੇ ਗਏ,
ਉਹਨੇ ਜਿਥੇ ਜਿਥੇ ਕਿਹਾ, ਪੈਰ ਧਰਦੇ ਚਲੇ ਗਏ,
ਅਸੀਂ ਸਾਹਾਂ ਵਾਲੀ ਡੋਰ ਉਹਦੇ ਹੱਥੀਂ ਦੇ ਛੱਡੀ,
ਉਹਨੇ ਜਿਦਾ ਜਿਦਾ ਛੱਡਿਆ, ਅਸੀਂ ਮਰਦੇ ਚਲੇ ਗਏ

Rami

Title: Asi marde chale gaye || punjabi very sad shayari

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Kismat🍂 || faisle || hindi shayari || true lines

Kismat hamare hath me nhi hoti hai
par faisle hamare hath me hote hain 
Faisle kismat ko badal sakte hain
par kismat faislo ko nhi badal sakati💯

किस्मत हमारे हाथ में नहीं होती
पर फैसले हमारे हाथ के होते हैं
फैसले किस्मत को बदल सकते हैं
पर किस्मत फैसलों को नही बदल सकती💯

Title: Kismat🍂 || faisle || hindi shayari || true lines


Mohobbat || hindi shayari

Haule haule koi yaad aaya karta hai🙈
Koi meri har saans ko mehkaya karta hai😇
Us ajnabi ka har pal shukriya ada karte hain🙏
Jo is nacheez ko mohobbat sikhaya karta hai❤

होले होले कोई याद आया करता है,🙈
कोई मेरी हर साँसों को महकाया करता है,😇
उस अजनबी का हर पल शुक्रिया अदा करते हैं,🙏
जो इस नाचीज़ को मोहब्बत सिखाया करता है❤

Title: Mohobbat || hindi shayari