Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Dam Mein Dam || 2lines status
Jab Tak Tha Dam Mein Dam Na Dabe Aasmaan Se Hum,
Jab Dam Nikal Gaya Toh Zameen Ne Dabaa Liya.
जब तक था दम में दम न दबे आसमाँ से हम,
जब दम निकल गया तो ज़मीं ने दबा लिया।
Title: Dam Mein Dam || 2lines status
Toota hua dil || sad hindi shayari
Dil chod kar aur kuch maanga karo humse,
Hum tooti hui cheez ka tohfa nahi dete hain💔
दिल छोड़ कर और कुछ माँगा करो हमसे,
हम टूटी हुई चीज़ का तोहफा नही देते है।💔
