Skip to content

Attitude ke bazaar me || Hindi attitude shayari

Attitude ke bazaar me
jeene ka alag hi mazaa hai
log jalna nahi chhodhte
aur ham muskuraana

#Attitude😏 के 👉#बाजार 🌆में
जीने 🚶🏻का अलग 😎ही #मजा😉 है
लोग👉👦#जलना 😡नहीं❌ #छोड़ते 😠
और➡ #हम_मुस्कुराना 😄

Title: Attitude ke bazaar me || Hindi attitude shayari

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Zindagi mein aaogi

Jab tum meri zindagi mein aogi

Mujhe thoda udass paogi …. 

Mere pass mere khabo ke shivaa kuch nhiy

Ka kha ?? 

Tumhe tamanaa hai mere kamro ko sajne ki

Per

Mere kamre mein meri kitabo ke shivaa kuch bhi nhi 

Title: Zindagi mein aaogi


Jahan se apne na dikhe…. || yaad shayari hindi

Jahan yaad na aaye teri,
Woh tanhaai kis kaam ki.
Bigde rishte na bane,
To khudaai kis kaam ki.
Beshak apni manzil tak jana hai hamein,
Lekin jahaan se apne na dikhein,
Woh oonchaai kis kaam ki..!

Title: Jahan se apne na dikhe…. || yaad shayari hindi