Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
bachpan wali baat || Bachpan Hindi shayari
Kya hua jo abb tu mere saath nahi hai,
Ab pehle jaisa din aur raat nahi hai
is baat ka malaal nahi hai mujhe, malaal to yeh hai
ki abb jeene me woh bachpan wali baat nahi hai
क्या हुआ जो अब तु मेरे साथ नहीं है,
अब पहले जैसा दिन और रात नहीं है,
इस बात का मलाल नहीं है मुझे, मलाल तो ये है,
की अब जीने में वो बचपन वाली बात नहीं है।
– विक्रम
Title: bachpan wali baat || Bachpan Hindi shayari
Koi Tabeez Aisa Do…. || 2 lines sad Hindi shayari
Koi Tabeez Aisa Do Ki Main Chalaak Ho Jaun
Bahut Nuksaan Deti Hai Mujhe Ye Sadgi Meri!
