Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Nazrein Na churaya kar || love Hindi shayari
Kuch der tujhe fursat se taad lete hain
Tujhe apni ankhon mein utaar lete hain
Aur tu yun na nazrein churaya kar humse
Hum to bas apna din swar lete hain ❤
कुछ देर तुझे फुरसत से ताड लेते है
तुझे अपनी आखों में उतार लेते है
और तू यू ना नजरे चुराया कर हमसे
हम तो बस अपना दिन सवार लेते है❤
Title: Nazrein Na churaya kar || love Hindi shayari
tujhe bhee ishk || 2 lines shayari hindi
gumaan na kar apanee khush-naseebee ka
khuda ne gar chaaha to tujhe bhee ishk hoga..
गुमान न कर अपनी खुश-नसीबी का
खुदा ने गर चाहा तो तुझे भी इश्क होगा..

