Skip to content

BAADLON SA KABHI, MUJHPE GARAJ… || HINDI ALFAAZ ..

Humare saath saath
woh bhi guzar rahe hai,

bheege asmaan me
sukhe sapne pade hai.

Title: BAADLON SA KABHI, MUJHPE GARAJ… || HINDI ALFAAZ ..

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Har Dil Mein Umang Bhar Deti Hai

    शायरी हर दिल में,

  उमंग भर देती है

  जो कभी बे-रंग थे, उन दिलों में भी,

 मोहब्बत के रंग भर देती है

Shayari Har Dil Mein,

Umang Bhar Deti Hai

Jo Kabhi Berang The, Un Dilon Mein Bhi,

Mohabbat Ke Rang Bhar Deti Hai.

Title: Har Dil Mein Umang Bhar Deti Hai


Ishq mein bande ka bachta kuch nahi || Hindi shayari on ishq

Kya galat fehmi mein reh jane ka sadma kuch nahi,
Vo mujhe samjha to sakta tha ke esa kuch nahi
Ishq se bach kar bhi banda kuch nahi hota magar
Ye bhi sach hai ishq mein bande ka bachta kuch nahi…..🖤🥀

क्या ग़लत-फ़हमी में रह जाने का सदमा कुछ नहीं,
वो मुझे समझा तो सकता था कि ऐसा कुछ नहीं
इश्क़ से बच कर भी बंदा कुछ नहीं होता मगर,
ये भी सच है इश्क़ में बंदे का बचता कुछ नहीं…. 🖤🥀

Title: Ishq mein bande ka bachta kuch nahi || Hindi shayari on ishq