Skip to content

Baat Krte Hain ZindAgi || ZIndagi Hindi Poetry

Chl fir baat krte h zindgi,
Subh se raat krte h zindgi,
Ye musibaten bhut h rahho m, chl in musibaton se do do haath krte h zindgi,

Chl fir baat krte hai zindgi…

K zubaan thak jaye toh ankhon se bolna,
K rolna b hoga fr tabiyat se rolna,
K yun bhi toh roz hi mrte h zindgi,

Chl fir baat krte hai zindgi…

Are bure vese hum b bhut h, kyi hum mein b khot hai,
K zakham na bharte aesi ye dil ki chot hai,
Yun tadaf k marne se hi bss darte hai zindgi,

Chl fir baat krte hai zindgi, subh se raat krte hai zindgi….

Title: Baat Krte Hain ZindAgi || ZIndagi Hindi Poetry

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Dil toota hai || two line hindi shayari || broken shayari

Lagta hai is baadal ka bhi dil toota hai,
Bolta kuch nahi bas roye ja raha hai😓

लगता है इस बादल का भी दिल टूटा है,
बोलता कुछ भी नहीं बस रोये जा रहा है। 😓

Title: Dil toota hai || two line hindi shayari || broken shayari


Sad Shayari || Hindi shayari || dard status

Aaj khud ko itna Tanha mehsoos kiya jaise log dafna ke shod gye ho..!!