Tere Chehre ke hazaaron chahne waale.. par BABY mere STATUS ke laakhon diwaane
तेरे चेहरे के हजारों चाहने वाले ….पर BABY मेरे STATUS के लाखो दिवाने….
Tere Chehre ke hazaaron chahne waale.. par BABY mere STATUS ke laakhon diwaane
तेरे चेहरे के हजारों चाहने वाले ….पर BABY मेरे STATUS के लाखो दिवाने….
Mera e mahiya tu tenu haddon vadh ke chahwa
Tu kol howe taan hassa mein tu door jawe mar jawa🙈..!!
ਮੇਰਾ ਏ ਮਾਹੀਆ ਤੂੰ ਤੈਨੂੰ ਹੱਦੋਂ ਵੱਧ ਕੇ ਚਾਹਵਾਂ
ਤੂੰ ਕੋਲ ਹੋਵੇ ਤਾਂ ਹੱਸਾਂ ਮੈਂ ਤੂੰ ਦੂਰ ਜਾਵੇ ਮਰ ਜਾਵਾਂ🙈..!!
Aaj yaadon ke kamre main kuch dhund Raha tha.
Kisi bichade hue rishtey ki tasveer ko dekh raha tha.
Beetey hue khusnuma pal yaad aa gaye
Waqt badal Gaya yaaden piche rah gaye
Aaj bhi beeti yaadon main wahi kasish hai
Berang zindagi jeene ki kosish hai
Naa jaane Kahan chhoot Gaye woh haseen pal
Woh sukoon se bharaa hua kal
Woh lamhe kabhi Laut ke nahi aayenge
Lekin hamesha khubsurat yaad ki tarah Dil main Zinda rahenge.