Skip to content

Bachpan || hindi shayari || heart touching

Karlo ibadat bhi is waqt se,
Ke laut aaye bachpan ek baar fir
Jab rukte nahi the pair khuwabon ke piche se
Daudti rahe ye dhadkan ek bar fir…❤️

करलो इबादत भी इस वक्त से,
के लौट आए बचपन एक बार फिर…
जब रुकते नहीं थे पैर ख्वाबों के पीछे से,
दौड़ती रहे ये धड़कन एक बार फिर…❤️

Title: Bachpan || hindi shayari || heart touching

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


J kuch likha mai || wah shayari punjabi

J likha kuch mai,
Ik din likha ik raat likha
J kuch lukawa mai,
Ik dhup ik barsaat likha.

Title: J kuch likha mai || wah shayari punjabi


Nazrein Na churaya kar || love Hindi shayari

Kuch der tujhe fursat se taad lete hain
Tujhe apni ankhon mein utaar lete hain
Aur tu yun na nazrein churaya kar humse
Hum to bas apna din swar lete hain ❤

कुछ देर तुझे फुरसत से ताड लेते है
तुझे अपनी आखों में उतार लेते है
और तू यू ना नजरे चुराया कर हमसे
हम तो बस अपना दिन सवार लेते है❤

Title: Nazrein Na churaya kar || love Hindi shayari