Skip to content

bachpan wali baat || Bachpan Hindi shayari

Kya hua jo abb tu mere saath nahi hai,
Ab pehle jaisa din aur raat nahi hai
is baat ka malaal nahi hai mujhe, malaal to yeh hai
ki abb jeene me woh bachpan wali baat nahi hai

क्या हुआ जो अब तु मेरे साथ नहीं है,
अब पहले जैसा दिन और रात नहीं है,
इस बात का मलाल नहीं है मुझे, मलाल तो ये है,
की अब जीने में वो बचपन वाली बात नहीं है।

– विक्रम

Title: bachpan wali baat || Bachpan Hindi shayari

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Andhere mein sitare || Hindi shayari

Log kehte hai andhere mein akelepan ko dekha hai
Unse kaho ke humne usi andhere mein,
Sitaron ko chamakte huye dekha hai..🍂

लोग कहते है अंधेरे मे अकेलपन को देखा है,
उनसे कहो की हमने उसी अंधेरे मे ,
सितारो को चमकते हुए देखा है..🍂

Title: Andhere mein sitare || Hindi shayari


Mehsus kar rahe haan || Punjabi status || true line shayari

Haan mehsus kar pa rahe haan
Ke bhut badal chukke haan khud nu tere layi..!!

ਹਾਂ ਮਹਿਸੂਸ ਕਰ ਪਾ ਰਹੇ ਹਾਂ
ਕਿ ਬਹੁਤ ਬਦਲ ਚੁੱਕੇ ਹਾਂ ਖੁਦ ਨੂੰ ਤੇਰੇ ਲਈ..!!

Title: Mehsus kar rahe haan || Punjabi status || true line shayari