Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Love romantic hindi shayari || tere husn ko parde
tere husn ko parde kee zarurat hee kya hai,
kaun hosh mein rahata hai tujhe dekhane ke baad…
तेरे हुस्न को परदे की ज़रुरत ही क्या है,
कौन होश में रहता है तुझे देखने के बाद… 💖💖
Title: Love romantic hindi shayari || tere husn ko parde
zakham mile bahut || Dard Quotes
Zakham….
Zakham mile bohut…. Phir bhi zinda hai….
Zakham ka hissab nahi….Phir bhi aage bade…
Zakham mile apno se….Phir bhi rishtedaari nibhayi…
Zaakham mile pyar mai… Phir bhi dobara pyar kia….
Zakham ki addat ho gai hai… Phir bhi marham bane….
Zakham ki koi dawa nhi hoti….bus yahi seekha humne…
Deepika Shankaran
