Enjoy Every Movement of life!
Apni mohabbat se sazana hai tujh ko, Kitni chahat hai ye batana hai tujhko,
Raahon me bicha ke mohabbat apni, Pyar ke safar pe le jaana hai tujko.
Dil ki galiyan mein gam na ho,
Bas ye dosti hamari kam na ho,
Ye hai dua hamari kl tum khush raho,
Kya pta hum kl ho na ho….🙌
दिल की गलियां में गम न हो
बस ये दोस्ती हमारी कम न हो
ये है दुआ हमारी कल तुम खुश रहो
क्या पता हम कल हो न हो….🙌
