Skip to content

Badha khudgarj ishq tha tumaahara

बड़ा खुदगर्ज इश्क था तुम्हारा 

खुद में ही सिमट कर रह गया

रोया मैं भी तेरे बाद बोहोत 

फिर चुप चाप कही बैठ गया

और दिल हल्का हुआ तेरे बारे में बोलकर 

जब एक दिन में यारो की महफिल में बैठ गया

Title: Badha khudgarj ishq tha tumaahara

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Waqt || waqt hindi shayari

Ek waqt hi toh hai jo hamesha badal ta hai

Kitna bhi kosish karlo rukta nahi hai

Yeh kisika nahi hai gulam

Chhin ne pe aajaye toh le jaata hai sukh,chain aur aaram

Sab iske ishare par chalte hain

Jin hone manaa kiya woh jalte hain

Ye waqt kuch chhin ta hai,toh wapas bahut kuch deta hai

Jeene ka,hasne ka,pyaar karne ka phir se ek mauka deta hai

Khusiyon ki shaugaat,lamho ki baarat deta hai

Tute hue dil ke zakham ko marham deta hai

Aur pyaar karne waalon ko milne ka ek haseen mulaqaat deta hai

Title: Waqt || waqt hindi shayari


MANZIL IK V NAHI || Sad status

Kinniyaan hi uljhanna ne
mere hathan diyaan lakeeran vich
safar inna te manzil ik v nahi
mere hathan diyaan lakiran vich

ਕਿੰਨੀਆਂ ਹੀ ਉਲਝਣਾਂ ਨੇ
ਮੇਰੇ ਹੱਥਾਂ ਦੀਆਂ ਲਕੀਰਾਂ ਵਿੱਚ
ਸਫਰ ਇੰਨਾ ਤੇ ਮੰਜ਼ਿਲ ਇਕ ਵੀ ਨਹੀਂ
ਮੇਰੇ ਹੱਥਾਂ ਦੀਆਂ ਲਕੀਰਾਂ ਵਿੱਚ

Title: MANZIL IK V NAHI || Sad status