Skip to content

Bahut gehre jakahm hai || Matlabi duniya

बहुत गहरे जख्म हैं हमारे,

अपने जख्मों पर हम रोज मरहम लगाते हैं,

अंदर से टूट गए हैं हम पूरी तरह,

लोगों को अपना हाल अच्छा बताते हैं।

Title: Bahut gehre jakahm hai || Matlabi duniya

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


kinaare par tairane vaalee laash || SO true Hindi Shayari

kinaare par tairane vaalee laash ko dekhakar ye samajh aaya,
bojh shareer ka nahee saanson ka tha…

किनारे पर तैरने वाली लाश को देखकर ये समझ आया,
बोझ शरीर का नही साँसों का था…

Title: kinaare par tairane vaalee laash || SO true Hindi Shayari


Dard, ek ehsas || hindi dard ki shayari

Dard do dilon ka raasta hota hai,
Kise rishte ka mohtaj nahi.
Dard do dildaron ki masoomiyat batata hai,
Kisi raees ki pehchan nahi.
Dard ko thodi hamdardi chahiye,
Dard ko choti tasalli chahiye,
Kisi kagaz ki mohar nahi.
Halki si thandi hawaein mangta hai,
Sath hone ka ehsas mangta hai,
Kisi khazane ki chamak nahi.

Title: Dard, ek ehsas || hindi dard ki shayari