
ishq karke v aashiq kalla ae
Arsh Teja
Enjoy Every Movement of life!

Mana ke mohabbat buri bhi nahi hai
lekin maa baap se zyada zaruri bhi nahi hai😇✌
माना के मोहोब्बत बुरी भी नहीं है
लेकिन माँ बाप से ज्यादा जरूरी भी नहीं है😇✌
usane mahaboob hee to badala hai phir taajjub kaisa,
dua kabool na ho to log khuda tak badal lete hai..
उसने महबूब ही तो बदला है फिर ताज्जुब कैसा,
दुआ कबूल ना हो तो लोग खुदा तक बदल लेते है..