Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Sad love shayri || Hindi shayari
“Ek Ajeeb si Kashish thi uske wajud me..
Usne kabhi apnaya bhi nhi
Aur kisi ka hone bhi nhi diya….”
Title: Sad love shayri || Hindi shayari
Khuda hi khafa hai
Pane ki usko mangi mannat har dafa hai ya to meri ibaadat me kami hai ya mera khuda hi khafa hai
पाने की उसको मांगी मन्नत हर दफा है या तो मेरी ईबादत में कमी है या मेरा खुदा ही खफा है

