
teri yaado me likhtey likhtey yeh waqt beet reha tha
arey kaise batau tere bin na lag kuchh theek rha tha
mai mar chuka tha shareer se or dil khoon seench raha tha
Enjoy Every Movement of life!

Mana ki zindagi imtihaan leti hai kabhi khushiyan to kabhi gam deti hai kon tai krega manzil takk ka safar apna musafir bhi pehchan leti hai 🍂
माना कि ज़िंदगी इम्तिहान लेती है कभी खुशियां तो कभी गम देती है कौन तय करेगा मंज़िल तक का सफर अपना मुसाफिर भी पहचान लेती है 🍂
