Skip to content

Bandar🙈 kehn naal || lost in love shayari in punjabi

#Kaim ta 🙋menu saari 👸👸kudiyan kandiyan ne pr,
😊😊khushi ta tere 🙊🙈Bandar kahn naal aundi aa…!!

Title: Bandar🙈 kehn naal || lost in love shayari in punjabi

Tags:

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Agar Tu Mili Na Hoti

Agar Tu Mili Na Hoti !

Zindagi Kitni Haseen Hoti

Tu Saath Hoti !

Per Zindagi Aur Haseen Hoti

Agar Tu Mili Na Hoti !

Ye Roz Roz Khud Se Sawal Na Hote !

Ye Hari Bhari Zindagi Mein Kisi Ki Kami Khali Na Hoti 

Agar Tu Mili Na Hoti…!

Wahi Awara Man Chale Ladke Hote Hum !

Duniya ke Dour-Bhag se Thakk Ke Lout Ke

Chain Se Maa Ki Godd mein Sote Hum ❤️

Kisi Chij Ki parwaah Nahin Hoti 

Shaamon Mein Cigarette Jali Nahin Hoti 

Nashon Ki Latt Lagi Naa Hoti 

Uzaalo See Darta Nahin Dil Mera 

Bheed Ko Dekh Ke Bechaini Macchi Nahin Hoti !

Sab Sawal Ek Taraf 23 Ki Umar mein Ummar Se Phele Chehre Pe Baraf Uggi Nahin Hoti 

Hum Bhi Auron Ki Tarah Dil Se Haste 

Agar Tu Mili Nahi Hoti.

Title: Agar Tu Mili Na Hoti


Zindagi ki raaho me || 2 lines love shayari hindi

“ज़िन्दगी की राहों में साथ तुम्हारा हो,
तो हर मुश्किल भी आसान नज़ारा हो।”

Title: Zindagi ki raaho me || 2 lines love shayari hindi