Skip to content
Sad shayari on barish || heart touching lines || Lagda e dard mera pahuncheya e khud tak
Taan hi asmaan vi ajj futt futt ke ro reha e..!!
Lagda e dard mera pahuncheya e khud tak
Taan hi asmaan vi ajj futt futt ke ro reha e..!!

Title: Barish || sad shayari || Punjabi status

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


ek dinn jana hai jannat ki talash mein

Apno ki kushi keliye dur baghna hai toh woh bhi karenge baas akele hum hojayenge jiska kisiko pada nai hai waise bhi yaha kaun apna kaun paraya ek din toh jana hai jannat ki talash mein. jaan mith jake bhi rehenge uss farishthe ka intezaar baas yeh intezaar mein katt jayega mera jaan baas itna yaadh rahe akele jeena hai aur akele marna.

Title: ek dinn jana hai jannat ki talash mein


Taswir shayari

Jab tu bhejti hai taswir apni din acha sa ho jata hai

duniya jhuthi hai magar tu sachi lagti hai

Teri bahoon me aane ka man karta hai

Tu teri khusbo ko andar smane ka man karta hai

Khoo jau teri khusbu me yahi man karta hai

Or tarif kitni bhi karu teri kam hi lagti hai

Log kehte hai sabke 7 chehre hote hai duniya mein

Par mujhe toh ek bhi nhi mila tere jaise

Keh sakte hai ki duniya me tere alava koi na hai duja

Title: Taswir shayari