Enjoy Every Movement of life!
Mujhe murda samjh kar ro le,
Ab agr mein zinda hoon,
To tere liye nhi hoon..
मुझे मुर्दा समझकर रो ले,
अब अगर मै ज़िंदा हूँ,
तो तेरे लिए नहीं हूँ।
Har koi mera ho jaye ayesi meri taqdeer nahi …
Mai wo shisha hu jiski koi tasveer nahi ..🙌.
Dard se hai rishta Mera khushiyan mujhe naseeb nahi ..
Mujhe bhi koi yaad kare main itna khushnaseeb nahi..💔💯
