Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
One Sided Love 🖤 || hindi shayari
Ek Tarfa Pyaar Bhi Kamaal Sa lgta hai!!!!
Har ek jawab Bhi Sawaal sa Lagta hai!!!!
Choti si parr gyi h Uu toh tere bin ye zindagi!!!!
Par ek ek din v ek saal sa lagta hai!!!!
Suna tha sachi ho mohabbat toh mil hi jati hai !!!!
Kaha Jisne wo saks bhi Kamal sa lagta hai !!!!!

Muskurahat ke peechhe ka raaz tum ho || hindi shayari
Muskurahat ke peechhe ka raaz tum ho,
jo padhti hu roz woh nwaaz tum ho,
gungunati hu jo main khud likh kar,
uske peechhe ki jaan meri awaaz tum ho…..
