Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Mehnat || true lines || hindi shayari
Unki udaan dekhi hai kuch der pehle
Yakeen mano kitni mushkile thi unke pass
Bina mehnat ke kamyabi nhi milti✌
उनकी उड़ान देखी है कुछ देर पहले
यकीन मानो कितनी मुश्किलें थी उनके पास
बिना मेहनत के कामयाबी नहीं मिलती ✌
Title: Mehnat || true lines || hindi shayari
Nikalta chand || Shayari hindi
Nikalta chand sabko pasand aata hai
Doobta suraj kaun dekhna chahta hai
Toot’ta hua taara sabki dua isliye poori karta hai
Kyuki use tootne ka dard maalum hota hai…
