Ye Be-Wafa Zindagi Bhi Tumhare Naam Karte Hain
Suna Hai Be-Wafa Ki, Be-Wafa Se Khoob Banti Hai..!
Enjoy Every Movement of life!
Ye Be-Wafa Zindagi Bhi Tumhare Naam Karte Hain
Suna Hai Be-Wafa Ki, Be-Wafa Se Khoob Banti Hai..!
Batein toh tab hua karti thi batein toh abb bhi hoti hai magar fark sirf itna hai pehle ki gayi baaton mein raatein na hoti thi magar abb ki gayi baaton mein aksar raatein hojati hai 🥺
Log bhi aaj kal kya khoob wafa nibhate hai niyat apni kharab Doshi kismat ko thehrate hain
लोग भी आज कल क्या खूब वफा निभाते हैं नियत अपनी खराब दोषी किस्मत को ठहराते हैं 💔