Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Na aankhon me need hai || dil and love shayari
Na aakhon me neend hai
Na dil me chain
Main saari raat jaga raha hoke bechain
Tujhme main kho jata hu
Tujhe main yaad karta hu
Bina dekhe tuze tarse ye nain
Title: Na aankhon me need hai || dil and love shayari
Tumhare bgair || sad Hindi shayari
Tumhare sath jeene ki tamanna ne
Tumhare bgair rehne par mazboor kar diya 💔
तुम्हारे साथ जीने की तमन्ना ने
तुम्हारे बगैर रहने पर मजबूर कर दिया 💔
