Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Yaad SHayari || Hindi sad
Aaj uski yaad ne phir rula diya,
Kaisa hai yeh chehra jisne yeh sila diya,
Do lafz likhne ka salika na tha
Uski yaad ne mujhe shahar bana diya
Title: Yaad SHayari || Hindi sad
Apni yaadon se kaho || two line love shayari
Apni yaado se kaho ki ek din ki chhutti de mujhe 😶
Ishq ke hisse me bhi ek din itwar hona chahiye😍
अपनी यादों से कहो कि एक दिन की छुट्टी दे मुझे😶
इश्क़ के हिस्से में भी एक दिन इतवार होना चाहिए😍
