Mohobbt unhi se
kyu hoti hai..
Jinhe hmari kdr nhi hoti..??

Mere jeene ki wajah bhi tum ho,.
Mere marne ki wajah bhi tum ho,.
Jeena chahti hun toh sirf tumare saath,
marna chahti hun ton sirf tumare liye,.
Eh khuda … Mujhe mere jeene ki wajah de doo warna maut de doo,
kyunki jeena chahti hun toh sirf uske liye,.
Kisi hor ka khayal bhi aana mere dil ke bas mein nhi,.
Tere liye hi zinda rehna chahte hai aur tere liye hi marna chahte hai,
Kya hua jo abb tu mere saath nahi hai,
Ab pehle jaisa din aur raat nahi hai
is baat ka malaal nahi hai mujhe, malaal to yeh hai
ki abb jeene me woh bachpan wali baat nahi hai
क्या हुआ जो अब तु मेरे साथ नहीं है,
अब पहले जैसा दिन और रात नहीं है,
इस बात का मलाल नहीं है मुझे, मलाल तो ये है,
की अब जीने में वो बचपन वाली बात नहीं है।
– विक्रम