Skip to content

Bekhabar || two line shayari || sad shayari

Bekhabar hokar jee rhe the jiske sath
Aaj khabar uske jaane ki aayi hai 

बेखबर होकर जी रहे थे जिसके साथ 💕
आज खबर उसके 🫠 जाने की आई है 

Title: Bekhabar || two line shayari || sad shayari

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


phir kaheen se dard || 2 lines dard hindi status

phir kaheen se dard ke sikke milenge​,​
ye hathelee aaj phir khujala rahee hai​..

फिर कहीं से दर्द के सिक्के मिलेंगे​,​
ये हथेली आज फिर खुजला रही है​..

Title: phir kaheen se dard || 2 lines dard hindi status


Bewafai ka ilzaam || sad hindi shayari

Kismat ye mera imtehaan le rahi hai
Tadap kar yeh mujhe dard de Rahi hai
Dil se kabhi bhi mene use door nhi kiya
Fir kyu bewafai Ka veh ilzaam de Rahi hai

किस्मत यह मेरा इम्तेहान ले रही है
तड़प कर यह मुझे दर्द दे रही है
दिल से कभी भी मैंने उसे दूर नहीं किया
फिर क्यों बेवफाई का वह इलज़ाम दे रही है

Title: Bewafai ka ilzaam || sad hindi shayari