Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Achhe waqt pe na sahi chalo || Hindi shayari pic True lines

waqt me mujhe yaad karna..
Ho jaunga hazir tumahri ek awaaz par
tum bas khuda se fariyaad katrnaa
arey manta hu ki bahut galtiyaa karta hu mai
tum bas mujhe dost samjh kar maaf karna
Ek roz teri yaad ho jaunga || hindi shayari
Mar ke mitti mein milunga,
Khaad ho jaunga mein.
Phir khilunga saakh par,
Aabaad ho jaunga mein..
Baar baar aaunga tere najar ke saamne,
Aur phir ek roz teri yaad hojaunga mein…
मर के मिट्टी में मिलूंगा
खाद हो जाऊंगा मैं
फिर खिलूंगा साख पर
आबाद हो जाऊंगा मैं
बार बार आऊंगा तेरी नजर के सामने
और फिर एक रोज तेरी याद हो जाऊंगा मैं


