Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Chingari ka khauf na do humein || sad hindi shayari
Chingari ka khauf na diya karo hme
Hum apne dil mein dariya bahaye baithe hai
Are hum to kab ka jal gaye hote is aag mein
Lekin hum to khud ko ansuyon mein bhigoye baithe hain🙌
चिंगारी का ख़ौफ़ न दिया करो हमे,
हम अपने दिल में दरिया बहाय बैठे है,
अरे हम तो कब का जल गये होते इस आग में,
लेकिन हमतो खुद को आंसुओ में भिगोये बैठे है।🙌
Title: Chingari ka khauf na do humein || sad hindi shayari
Unki nazar🔥|| hindi shayari || love quotes || love shayari
Sanson ke rukne ki kya zaroorat thi “roop”
Maarne ki liye to unki ek nazar hi kaafi thi..!!
सांसों के रुकने की क्या ज़रूरत थी “रूप”
मारने के लिए तो उनकी एक नज़र ही काफी थी..!!
