Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Dilda hal || Shayari hindi true lines
Thukra k usne mujhse kaha hasdo
maine bhi has diya kyuki sawal unki khushi ka tha
Maine to wo khoya jo mera tha hi nahi
usne wo khoya jo sirf usi ka tha….
Title: Dilda hal || Shayari hindi true lines
Yaad || hindi shayari || love shayari
Kuch Khushi Ki Baat Thi
Kuch Gumm ki Wajah Hai
Hichkiyan Gawah Hai
Neend Uski Bhi Tabah Hai 🙃💯
कुछ खुशी की बात थी
कुछ गम की वजह है
हिचकियाँ गवाह है
नींद उसकी भी तबाह है 🙃💯
