Skip to content

Best Shayari Categories infOGRAPHIC by zindagi tere naam

Below picture is an infographic of some of the best shayari categories at zindagiterenaam.com. We have created this info-graphic so that our users can know in which categories our wbsite is best for.

You guys can visit those categories and download the shayaris and can share them also.

Loading...

Loading…




Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Rang fikka pai Jana || sad shayari || sad but true shayari

Chdeya gurhi mohobbat da Jo tere te
Rang fikka dekhi pai Jana..!!
Menu pta eh kismat chandari ne
tenu methon kho k le Jana..!!

ਚੜ੍ਹਿਆ ਗੂੜ੍ਹੀ ਮੋਹੁੱਬਤ ਦਾ ਜੋ ਤੇਰੇ ‘ਤੇ
ਰੰਗ ਫਿੱਕਾ ਦੇਖੀਂ ਪੈ ਜਾਣਾ..!!
ਮੈਨੂੰ ਪਤਾ ਇਹ ਕਿਸਮਤ ਚੰਦਰੀ ਨੇ
ਤੈਨੂੰ ਮੈਥੋਂ ਖੋਹ ਕੇ ਲੈ ਜਾਣਾ..!!

Title: Rang fikka pai Jana || sad shayari || sad but true shayari


Bichadna yaad aata hai..

College ki seedhi per khade ho kar Kuch logo ke sath guftagu karna yaad aata hai,

Mujhe zindagi ke her palat’te panne ke sath,

Dosto se bichadna yaad aata hai…

Guzar raha hai waqt un parchaiyo’n ke sath,

Jinme the kuch yaar hatho me daale hath,

Na main hun ab na wo reh gaye hain wahi,

Per lamho me hain qaid wo mere kahin na kahin,

Kabhi khali se waqt me ho bhi jati hai baat,

Warna raftaar ki is duniya me koun rakhta hai ab yaad,

Jo mil jaye tumhe wo dour kahi to jaane na tum dena,

Na ayega wo lout ke is baat ko meri maan lena,

Aj bhi her mod her rasta mujhe unki yaad dilata hai,

Jin per hum sath the aur phir waqt tham sa jata hai,

Us mod per khadi hun jis rah tum mude the,

Yaar mere tu yaad kar, kabhi hum tum bhi jude the !!

Title: Bichadna yaad aata hai..