Skip to content

Best shayari || kade mil ke dekhi

Loka ton sunega ta buraa hi payega
kade mil ke dekhi sajjna hasda hi jayega

ਲੋਕਾ ਤੋ ਸੁਣੇਗਾ ਤਾ ਬੁਰਾ ਹੀ ਪਾਏਗਾ
ਕਦੇ ਮਿਲ ਕੇ ਦੇਖੀ ਸੱਜਣਾ ਹੱਸਦਾ ਹੀ ਜਾਏਗਾ

Title: Best shayari || kade mil ke dekhi

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Alwida hasse kar challe || sad Punjabi shayari || two line shayari

Kar mohobbtan alwida hasse kar challe
Dass hanjhuya de siwa tere ki peya palle..!!

ਕਰ ਮੋਹੁੱਬਤਾਂ ਅਲਵਿਦਾ ਹਾਸੇ ਕਰ ਚੱਲੇ
ਦੱਸ ਹੰਝੂਆਂ ਦੇ ਸਿਵਾ ਤੇਰੇ ਕੀ ਪਿਆ ਪੱਲੇ..!!

Title: Alwida hasse kar challe || sad Punjabi shayari || two line shayari


Wo raat || hindi shayari

Wo raat thi kuch khaas si….,
Us raat ki kya baat thi…..,
Wo ishq ki shuruaat thi…..,
Wo theek mere hi pass thi…,
Takra rahi thi saans bhi…..,
Doori bachi thi bas naam ki……
Shabd mere ladkhada rhe the….,
Ashq palkon pe chaa rhe the…..,
Dekhta tha jab main usko , wo ishq seene me laa rhe the….
Wo ankhen palkon se jhaakti….,
Wo hasna uska tha laazmi….,
Ek khwab dekha tha kaafi pehle ,
Shayad wo poora ho aj hi…..
Aj yaad ayii hai uski fir , to Shabdon me bayan kiya……..,
Khwabon aur yaadon ko maine fir sabha me jama kiya……..

Title: Wo raat || hindi shayari