
astitav khooti rahi..
mera dil todh kar tu befikar
soti rahi
poori duniya hasti rahi mere par
bas ek baarish thi jo mere
sath roti rahi

Laga nahi tha iss duniya mai aana padega
Kuch paane k liye kuch khona padega
Manzil ek hone k bavajud rasta alag lena padega
Har ek sapne ki kimat kuch dekar chukana padega
Hum nahi jante aage hamare sath kya hoga
Bas aapka pyar saat samundar par le jayega💖💖💖💖💖💖💖💖💖💖💖💖💖💖💖💖
