Skip to content

Bewafa se pyar karunga || pyar sad shayari

Pyar sad shayari || tu naa kahegi to mein kya karunga??...Mein tujh bewafa se fir pyar karunga aur bepanah karunga ❤️
tu naa kahegi to mein kya karunga??…Mein tujh bewafa se fir pyar karunga aur bepanah karunga ❤️



Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Jane kon kon se raaz || HIndi shayari best

Jaane kon kon se Raaz kholti hai
Khamoshi jab sir chhad kar bolti hai

Le jaati hai mujhe Andheri galiyon m
Fir der tk meri nbz tatolti hai

Durr rehne ki iss se kai minnate ki mene
Teri hamraaz hoon reh reh kar Bolti hai

Kya milta hai ise gade murde udkhad kar
Raat raat bhar laasho sang dolti hai

Zehr .. tezaab… Awara khushuye
Kya kya aakar zehn m gholti hai

Mere badan m uthi hai basi limsa koi
Bechain rooh mano tera rasta tatoli hai

Title: Jane kon kon se raaz || HIndi shayari best


Rooh naal ardaas || punjabi status

Ardaas lafza naal nahi rooh naal hundi hai
Parmatma ohna di vi sunda hai jehre bol nahi sakde🙏❤

ਅਰਦਾਸ ਲਫ਼ਜ਼ਾਂ ਨਾਲ ਨਹੀਂ ਰੂਹ ਨਾਲ ਹੁੰਦੀ ਹੈ
ਪਰਮਾਤਮਾ ਉਨ੍ਹਾਂ ਦੀ ਵੀ ਸੁਣਦਾਂ ਹੈ ਜਿਹੜੇ ਬੋਲ ਨਹੀਂ ਸਕਦੇ 🙏❤

Title: Rooh naal ardaas || punjabi status