Skip to content

Bewafai ke is duniya mein || bewafai shayari

बेवफाओ की इस दुनिया में संभल कर चलना दोस्तों…
यहां लोग मोहब्बत से भी बर्बाद कर देते हैं।

Bewafai ke is duniya mein sambhal kar chalana doston,
Yahaan log mohabbat se bhi barbaad kar dete hain.

Title: Bewafai ke is duniya mein || bewafai shayari

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Yaad SHayari || Hindi sad

Aaj uski yaad ne phir rula diya,
Kaisa hai yeh chehra jisne yeh sila diya,
Do lafz likhne ka salika na tha
Uski yaad ne mujhe shahar bana diya

Title: Yaad SHayari || Hindi sad


Ik shakhs meri jaan || love hindi shayari

Pehle ik shakhs meri jaat bana
Aur fir poori kayanat bana🥰

पहले इक शख़्स मेरी ज़ात बना
और फिर पूरी काएनात बना🥰

Title: Ik shakhs meri jaan || love hindi shayari