Skip to content

Punjabi dard shayari

Title: Punjabi dard shayari

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Tumhari yaadein || hindi shayari

kyu raatein guzarti nahi hai
kyu baatein sambhalti nahi hai
kyu aksar ye hota hai
ki tumhari yaadein zehen se utarti nahi hai ..❤️

Title: Tumhari yaadein || hindi shayari


Yaad meri hi aayegi || love Hindi shayari || two line shayari

💞💞bahane hazar mil jayenge mujhse door jane ke…
💞💞par ye yaad rakhna.. mohobbat ke har kadam par yaad meri hi aayegi…

💞💞बहाने हजार मिल जायेंगे मुझसे दूर जाने के…
💞💞पर ये याद रखना..मोहब्बत के हर कदम पर याद मेरी ही आयेगी…

Title: Yaad meri hi aayegi || love Hindi shayari || two line shayari