Skip to content

Bheegi bheegi raat main

Bheegi bheegi raat main tujhse milna acha lagta hai

Haathon main haath leke Milo dur saath chalna acha lagta hai

Tere saath pyaar ke haseen pal gujarna acha lagta hai

Kuch naa kehke bhi sab kuch kehna mujhe acha lagta hai

Ankho main ankhe bhar ke ek duje ko mehsoos karna acha lagta hai

Iss berang zindagi main khushiyon ke pal bharna dil ko sukoon de jaata hai

Saare gam ko bhula deta hai

Aankho se nami Mita deta hai

Aur Tera paas hona saari Kami Mita deta hai

Title: Bheegi bheegi raat main

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Kar na deri || Punjabi true love shayari || two line shayari

Mil cheti kar na deri ve💓
Tu mera😘 te mein teri ve😍..!!

ਮਿਲ ਛੇਤੀ ਕਰ ਨਾ ਦੇਰੀ ਵੇ💓
ਤੂੰ ਮੇਰਾ😘 ਤੇ ਮੈਂ ਤੇਰੀ ਵੇ😍..!!

Title: Kar na deri || Punjabi true love shayari || two line shayari


Darr || Punjabi sad shayari || heart broken || shayari images

Sad Punjabi shayari images. Love shayari images. Sad in love. Sad but true shayari images. Dard shayari images.
Ajj dar sada sach ch badal hi gaya
Kade tuttan to bhut asi darde c..!!
Ajj dar sada sach ch badal hi gaya
Kade tuttan to bhut asi darde c..!!

Title: Darr || Punjabi sad shayari || heart broken || shayari images