Skip to content

BHUL JAANA | ATTITUDE PUNJABI SHAYARI

attitude shayari, anakh punjabi shayari, self respect punjabi shayari

bhul ke mainu je tu manave khushiyaan
bhul k tainu sambalna mainu v aunda
pr eh meri aadat nahi
nahi tan teri tarah badlna mainu v aunda


Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Dewaana || Hindi shayari || pyar shayari

Pyar to zindagi ka ek afsana hai,
Iska apna hi ek trana hai,
Sabko maloom hai ke milenge aansu
Par na jane kyu, duniya mein har koi iska deewana hai..!!

प्यार तो जिंदगी का एक अफसाना है,
इसका अपना ही एक तराना है,
सबको मालूम है कि मिलेंगे सिर्फ आंसू
पर न जाने क्यों, दुनियां में हर कोई इसका दीवाना है..!!

Title: Dewaana || Hindi shayari || pyar shayari


Ki likha hai kuch ek tarfa pe

Ke ek khwaab sa tha ushe
paane ka, aur ek darr bhi tha
usse dur jaane ka..

Ushe khabar tak nahi thi ke
mujhe ishq hai usse, aur mujhe darr tha ke kahin kho na du main ushe..

Vo kehti rhi apni kahani ki ushe
Ishq hai kisi aur se, aur hum
sunte rhe usko gaur se..
Vo sunati rhi hum sunte rahe
kuch kehna aasan na tha dil pe chhot jo lagi thi…

Phir jaane diya humne bhi ushe aur roka nahi usne bhi
hume khwahish to thi ki padh le wo aankhein meri pr Sukoon bhi tha ke wo khush hai kahin..

Title: Ki likha hai kuch ek tarfa pe