Skip to content

Bhulekha na || True but sad punjabi status

Bhulekha na khai kise di soorat dekh ke
aksar vishvaas bna ke lok bahut dhoongi satt marde ne

ਭੁਲੇਖਾ ਨਾ ਖਾਈ ਕਿਸੇ ਦੀ ਸੂਰਤ ਦੇਖ ਕੇ
ਅਕਸਰ ਵਿਸ਼ਵਾਸ ਬਣਾ ਕੇ ਲੋਕ ਬਹੁਤ ਡੂੰਗੀ ਸੱਟ ਮਾਰਦੇ ਨੇ.. ॥

Title: Bhulekha na || True but sad punjabi status

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Ye hawayein || Hindi shayari || love shayari

Choom ke tere rukhsar ko
Ye hawayein jab chalti hain,
Doob jata hai fir vo shehar nashe mein
Ye jis shehar se bhi guzrti hai..

चूम के तेरे रुख़सार को
ये हवाएँ जब चलतीं हैं,
डूब जाता है फिर वो शहर नशे में
ये जिस शहर से भी गुजरती हैं।

Title: Ye hawayein || Hindi shayari || love shayari


Wo raat || hindi shayari

Wo raat thi kuch khaas si….,
Us raat ki kya baat thi…..,
Wo ishq ki shuruaat thi…..,
Wo theek mere hi pass thi…,
Takra rahi thi saans bhi…..,
Doori bachi thi bas naam ki……
Shabd mere ladkhada rhe the….,
Ashq palkon pe chaa rhe the…..,
Dekhta tha jab main usko , wo ishq seene me laa rhe the….
Wo ankhen palkon se jhaakti….,
Wo hasna uska tha laazmi….,
Ek khwab dekha tha kaafi pehle ,
Shayad wo poora ho aj hi…..
Aj yaad ayii hai uski fir , to Shabdon me bayan kiya……..,
Khwabon aur yaadon ko maine fir sabha me jama kiya……..

Title: Wo raat || hindi shayari