Skip to content

bilkul socha na tha || love Whatsapp video status || rahat fateh ali khan || female version

Hindi shayri in female version, female voice with song bilkul socha na by rahat fateh ali khan. beautiful song love song.

us khuda ki is dil pe rehmat ho gai
har khushi gam sehne k liye zindagi sehmat ho gai
aankhe khuli rahi saari raat
yu neend hamari kho gai
zara nazar unse kya mili
to mohobat ho gai

song bilkul socha na tha bilkul samjha na

Title: bilkul socha na tha || love Whatsapp video status || rahat fateh ali khan || female version

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Har din darr kar || sad dard hindi shayari

Har din Darr🥺😰 kar jiya maine
sirf  yeh soanch kar ke kahi
meri galti ki saza tumhe na mile
shayad galat thi mai Darr Darr kar
sabko apna na seekh liya maine👍

Title: Har din darr kar || sad dard hindi shayari


Tu mere liye zaroori ||loVe shayari

Tu mere liye kitna zaroori hai, 
Ye tera jaanna usse bhi zyada zaroori hai…😊

तू मेरे लिए कितना जरूरी है,
ये तेरा जानना उससे भी ज्यादा जरूरी है…😊

Title: Tu mere liye zaroori ||loVe shayari