Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Tujhe bhool JAun || sad hindi shayari
Tujhe bhool jau agar mere bas mein ho to
Khud ki hi kabar bnwa lu agar mere bas mein ho to
In saajo, wadiyon, fulon sabhi mein tera zikr hai
Inhe bhi mita doon agar mere bas mein ho to 🍂
तुझे भूल जाऊं अगर मेरे बस में हो तो
खुद की ही कब्र बनवा लूँ अगर मेरे बस में हो तो
इन साज़ों ,वादियों ,फूलों सभी में तेरा ज़िक्र है
इन्हे भी मिटा दूँ अगर मेरे बस में हो तो 🍂
Title: Tujhe bhool JAun || sad hindi shayari
Ishq ki lat || sad but true || hindi shayari
Daalkar hum mein ishq ki lat
Ab vo kehte hai hum sath nhi reh sakte 💔
डालकर हम में इश्क़ की लत
अब वो कहेते है हम साथ नही रह सकते 💔

