Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Urdu Shairi Ghazal || hindi shayari
Is baat ki hai tumhein takleef
Hum zouq-e-sukhan rakhte hain
Humein to naaz hai taweel
Guftagoo ko hum do misron mein byan karte hain
اس بات کی ہے تمھیں تکلیف ہم ذوقِ سخن رکھتے ہیں
ہمیں تو ناز ہے طویل گفتگو کو ہم دو مصرعوں میں بیاں کرتے ہیں
Title: Urdu Shairi Ghazal || hindi shayari
Dil mein tu dhadkata || dhadkan shayari || love shayari
Zara bhi farak nahi hu-ba-hu dhadkata hai
Ye dil nahi mere seene me tu dhadakta hai❤
ज़रा भी फर्क नहीं हू-ब-हू धड़कता है
ये दिल नहीं मेरे सीने में तू धड़कता है❤




