Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
mohabbat
Chalo man liya tumhe humse mohabbat nahi hai,
fir hamari aankhon mein dekhne se itna katrate kyu ho,
Maana kabhi izhar nhi Kiya tumne,
Lekin Hume dekh ke hamesh muskurate kyu ho,
Title: mohabbat
humein to har shakhas bekaar Mila || sad but true || best hindi shayari
Na dosti Mili na pyar Mila
Humein to bas Intezaar mila😇
Logo ko Mila hoga insano mein khuda
Humein to har shakhas bekaar mila🙃
ना दोस्ती मिली ना प्यार मिला
हमें तो बस इंतजार मिला😇
लोगो को मिला होगा इंसानों में खुदा
हमें तो हर शख्स बेकार मिला🙃

