Skip to content

Chal padhe hai raaho mein

Chal padhey hain raahon mein shayad koi basaa le hamey apni nigaahon mein, waise to jee rahey hain berukhi si zindagi agar koi Mila hamsafar to ho jaayeinge shaamil uske sangh mohabbat ki panaho mein warna Kam se kam mout to samaa hi legi hamey apni baahon mein……..

Title: Chal padhe hai raaho mein

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Punjabi status|| two line shayari

Wafa de mamle ch asi rukha varge Haan
Vaddhe taan jawange par badlde nhi..

ਵਫਾ ਦੇ ਮਾਮਲੇ ਚ ਅਸੀਂ ਰੁੱਖਾਂ ਵਰਗੇ ਹਾਂ
ਵੱਢੇ ਤਾਂ ਜਾਵਾਂਗੇ ਪਰ ਬਦਲਦੇ ਨਹੀ।

Title: Punjabi status|| two line shayari


Karm hi hmare || True ofe hindi shayari

Karm hi hmare❤️ asli pehchan Hoti he 💯
Warna ek nam ☺️Ke to kitne insan hote he🌈💛

Title: Karm hi hmare || True ofe hindi shayari