Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Wo pyaar udar deta hai || sad hindi shayari

Jis se baat karta hai usse mohabbat udaar deta hai,
us se milne wale sare log karazdar ho gye,
Phele se hi tute hue the hum,
Us se mile toh hum aur barbaad ho gye…
Title: Wo pyaar udar deta hai || sad hindi shayari
Tum bhi badhe || hindi best status
tum bhi badhe bhole ho
har ek jhooth ko sach maante ho
ham subah kush to shaam ko kush
aur tumhe lagta hai, tum hame jante ho
तुम भी बड़े भोले हो,
हर एक झूठ को सच मानते हो।।
हम सुबह कुछ तो शाम को कुछ,और तुम्हे लगता है , तुम हमें जानते हो।।

