Skip to content

Chand || hindi love shayari || pyar shayari

Har dill ♥️ Diwana hai tumhara,
sara zamana ashiq hai tumhara
kaise khdu ki tum Chand Ka tukda ho
kyuki Chand bhi tukda hai tumhara 🥀🌜

हर दिल ♥️ दिवाना है तुम्हारा,
सारा जमाना आशिक है तुम्हारा,
कैसे कह दू कि तुम चाँद  का टुकडा हो
क्यो कि चाँद भी टुकडा है तुम्हारा 🥀🌜

Title: Chand || hindi love shayari || pyar shayari

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Rooh ki Zubaani || sad shayari

Dil ki dastaan thi, ek pyaara sa afsana,
Milke juda hue, hum ek duje se begana.
Vaadein karke chhod gaye, tanhaaiyon mein tadapte,
Tut gaya tha dil, pyaar ki raahon mein lapakkar!

Title: Rooh ki Zubaani || sad shayari


Akhir Mai Mere Kaun Ho Tum?

Akhir Mai mere kaun ho tum

Mere har sawaal mai ho tum,
Mere har jawab mai ho tum,
Mere din ki shuruvat ho tum,
Mere duao ka naam ho tum,
Mere raato ke khwab ho tum,
Meri berang se zindagi ke rang ho tum,
Acha ek baat batao Akhir mai mere kaun ho tum?

Title: Akhir Mai Mere Kaun Ho Tum?