Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Bhar gya hai dil || sad hindi shayari || broken shayari
Ab to wafa ke naam se mukr jata hai dil,
Ab to ishq ke naam se dar jata hai dil,
Ab kisi dilase ki zaroorat nhi hai,
Kyunki ab har dilase se bhar gya hai dil💔
अब तो वफ़ा करने से मुकर जाता है दिल,
अब तो इश्क के नाम से डर जाता है दिल,
अब किसी दिलासे की जरूरत नही है,
क्योंकि अब हर दिलासे से भर गया है दिल।💔
Title: Bhar gya hai dil || sad hindi shayari || broken shayari
Is qadar khud || Mohobat shayari Hindi
Ta umr nhi thehrti mohabbat
Is qadar na dil lagaya karo
Kuch behtar hi likha hoga khuda ne in lakiron mein
Na is qadar khud ko azmaya karo
