Skip to content

Change din liyaun lyi || Punjabi status || true lines

Change din liyaun lyi
Maade dina naal ladna painda ✌

ਚੰਗੇ ਦਿਨ ਲਿਆਉਣ ਲਈ
ਮਾੜੇ ਦਿਨਾਂ ਨਾਲ ਲੜਨਾ ਪੈਂਦਾ ✌

Title: Change din liyaun lyi || Punjabi status || true lines

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Dil toh har roz toot ta hai || sad shayari

Dil toh har roz toota hai,
Bas awaz nahi ati.
Cheeq toh har roz nikalti hai,
Bas sunayi nahi deti.
Ek safar hi toh hai,
Naya sabera – nayi umeed,
Naye rasta – nayi mushkil,
Phir raat – phir wahi halat.
Umeedien toh khwab mein bhi nahi ati.
Manzil toh har baar dur hoti hai,
Thakan bhi toh har roz hoti hai.
Bas musafir ruk nahi sakti.

Title: Dil toh har roz toot ta hai || sad shayari


Hindi shayari || sad but true

Maut to aani hi hai..
Phir beemari se hi sahi…
Fikar to honi hi hai..
Phir pareshaani hi sahi…🍁

मौत तो आनी ही है..
फिर बीमारी से ही सही…
फिक्र तो होनी ही है..
फिर परेशानी ही सही…🍁

Title: Hindi shayari || sad but true